पेट की चर्बी दूर कैसे करें /
Pet (Belly) Ki Charbi Kaise Dur Kren /
Belly Fat Ko Kam Krne Ke Aur Upaye
पेट की चर्बी दूर करने के कुछ उपाय जो आपको राहत पहुंचा सकते हैं :-
Green tea mai moujud antioxidant, belly fat ko kam karne mai madadgar hota hai.
Subah – Sham bhojan karne ke bad tehalne se bhi fat ko badhne se roka ja sakta hai.
Anannas ka juice pina bhi belly fat kam karta hai. Isme moujud bromelain namak enzymes pet ki charbi ko kam kar pet ko spat banate hai.
Khire bhi belly fat ko kam karne mai shayak hai. Yeh sharir ke vishanuyukt padarth ko kam karta hai aur motape ko kam karne mai sahayak hota hai.
Pet ki charbi ko kam karne ke liye ajwain bahut hi upyogi sabit hui hai. Iski pattiyo mai calories, fiber, calcium aur vitamin C moujud hota hai jo ki atirikt charbi ko kam karta hai.
Motapa kam karne ke liye tamatar bhi bahut faydemand hai. Tamatar mai moujud 9-oxo-ODA yougik, khoon mai upasthit lipid ko kam karne ka kam karte hai, jisse belly fat ko kam kiya ja sakta hai. Sath hi tamatar motape se hone wale rogo mai bhi labhdayak hota hai.
Belly fat aur motape ko kam karne ke liye adhik vasa yukt padarth ko chodkar adhik matra mai pey padarth jaise ki green tea, phalo ka juice aadi ka sevan karna chahiye.

No comments:
Post a Comment